Thodi Jagah
VIDEO
Song Info
Music
Lyrics

Thodi Jagah De De Mujhe
Tere Paas Kahin Reh Jaaun Main
Khamoshiyaan Teri Sunu
Aur Door Kahin Na Jaaun Main

Apni Khushi Deke Main Tujhe
Tere Dard Se Jud Jaaun Main...

Mila Jo Tu Yahaan Mujhe
Dilaaun Main Yaqeen Tujhe
Rahoon Hoke Tera Sadaa
Bas Itna Chaahta Hoon Main

Thodi Jagah De De Mujhe
Tere Paas Kahin Reh Jaaun Main
Khamoshiyaan Teri Sunu
Aur Door Kahin Na Jaaun Main

Hoon Besahara Tere Bina Main
Tu Jo Na Ho To Main Bhi Nahin
Dekhun Tujhe Yaara Jitni Dafaa Main
Tujhpe Hai Aata Mujhko Yaqeen

Sabse Main Juda Hoke Abhi
Teri Rooh Se Jud Jaaun Main

Mila Jo Tu Yahaan Mujhe
Dilaaun Main Yaqeen Tujhe
Rahoon Hoke Tera Sadaa
Bas Itna Chaahta Hoon Main

Thodi Jagah De De Mujhe
Tere Paas Kahin Reh Jaaun Main
Khamoshiyaan Teri Sunu
Aur Door Kahin Na Jaaun Main

comments
Trending
Movies
People
FIND US ON FACEBOOK
VINTAGE BOLLYWOOD
FOLLOW US ON TWITTER